Gratitude is a beautiful part of life β¨π«π€©

π§ Quote:
“The more grateful I am, the more beauty I see.”
–Mary Davis
π§ Quote Meaning:
(Jitna zyada main shukr guzar hota hoon, utni hi zyada khoobsurati mujhe dikhai deti hai.)
π₯Ek Baat Samjho:
π² Kabhi socha hai- π€
π² Kuch log ek aam sa din bhi celebrate kar lete hain,
π² Aur kuch log ek khoobsurat moment ko bhi ignore kar jaate hain?
π² Yeh farq βGratitudeβ ka hai βShukr guzari ka.
π² Jab hum gratitude practice karte hain,
π² to humari aankhon ke aage ek naya chashma lag jaata hai.
π² Wahi duniya hoti hai, lekin usmein rang badal jaate hain.
π² Negativity ki jagah appreciation aata hai.
π² Takkar ki jagah tasalli aati hai.
π² Aur comparison ki jagah contentment.
π― Why It Matters?
πΉ Gratitude koi luxury nahi, ek mindset hai.
πΉ Jiske paas kam hai, lekin shukr hai,uska dil hamesha bhara rehta hai.
πΉ Jiske paas sab kuch hai, lekin shikayat hai,uska dil kabhi chain nahi paata.
πΉ Gratitude tumhare andar ki energy ko light kar deti hai.
πΉ Tum sirf cheezein nahi dekhte β
πΉ tum unmein chhupi khushi, mehnat aur blessings ko mehsoos karte ho.
π Examples:
π· Greatful person ke mindset kaisi hoti hai uske 2 examples hai.
π· Greatful person agar chalte chalte wo gir jayein aur unhein pain ho
π· To wo ye to sochte hai yrr lag gayi zor se par saath mein wo ye bhi sochte hai
π· Ke Shayad mujh par badi takleef aane wali thi God ne choti takleef dekar wo takleef hata diye
π· Ya to shayad meri wajah se kisi ko takleef Pohchi hogi to wo yaad karne lagte hai ke kahi meine kisi ka dil to nhi dukhaya hai.
π Example :
βΊοΈ Agar uske pass 15000βΉ hai to wo ye nhi sochta ke uske pass 20000βΉ kyun nhi hai
βΊοΈ Wo apne 15000βΉ mein khush rehta hai shukriya kehta hai God ko
βΊοΈ Aisa nhi hai ke wo zyada earn nhi karna chahta
chahata hai mehnat karta hai but jo hai uske pass wo usein bhi bohot value deta hai respect deta hai
βΊοΈ Wo process par focus karta hai Result par nhi wo apne past se seekhta hai aur future mein jo karna chahta hai us ke liye present mein mehnat karta hai
βΊοΈ Wo aaj mein khush rehta ab mein khush rehta hai aur Grateful rehta hai
βΊοΈ I hope aap samajh gaye hogein.
π€© How to live a life of gratitude?
π€© 21 days ka task lo roz 3 cheezon ka shukr karo
π€© Har kaam mein pareshani mein yaadon mein positive sochon
π€© Negativity ko paas bhi mat aane do
π«‘ Final Thought:
π«‘ Jab tak hum har cheez ka shukr nahi karte,
π«‘ tab tak hum zindagi ki asal khoobsurti dekh hi nahi sakte.
π«‘ Gratitude se duniya badalti nahi,lekin tumhara nazariya badal jaata hai β
π«‘ aur wahi tumhari duniya ko roshan kar deta hai. π
π¬ Join Our WhatsApp Channel π· Follow Us on Instagramπ Subscription form
π² Comment Form